Back

Geet Suhana

Ankur Masih | Praise | Hindi
Gaya farishto ne geet suhana
Dharti par hua Yeshu ka aana
Sabne paya khushiyon ka khazana
Mukti paye paapon se zamana


Jhume sara jahan
Gaye ye aasman
Gaati hai har zubaan
Yeshu ki Mahima
Jhume sara jahan
Gaye ye aasman
Gaati hai har zubaan
Yeshu ki Mahima


Gaya farishto ne geet suhana
Dharti par hua Yeshu ka aana
Sabne paya khushiyon ka khazana
Mukti paye paapon se zamana



Emmanuel khuda
humare saath hai
Uski rehmat ka
Hum par haath hai
Emmanuel khuda
humare saath hai
Uski rehmat ka
Hum par haath hai

Mohabbat ye hai sabse mahan
Aaya hai bankar Khuda insaan
Zamin par aaya chhodke aasman
Hua hai paida Yeshu mahan


Gaya farishto ne geet suhana
Dharti par hua Yeshu ka aana
Sabne paya khushiyon ka khazana
Mukti paye paapon se zamana


Swarg se aaya hai bankar pyar wo
Zindagi dene wo gunahgar ko
Swarg se aaya hai bankar pyar wo
Zindagi dene wo gunahgar ko

Chadaye kya bhet usko
Koi daulat na maange wo
Kare arpan yeh dil usko
Wo hai sabka pasbaan


Gaya farishto ne geet suhana
Dharti par hua Yeshu ka aana
Sabne paya khushiyon ka khazana
Mukti paye paapon se zamana


Jhume sara jahan
Gaye ye aasman
Gaati hai har zubaan
Yeshu ki Mahima
Jhume sara jahan
Gaye ye aasman
Gaati hai har zubaan
Yeshu ki Mahima


Gaya farishto ne geet suhana
Dharti par hua Yeshu ka aana
Sabne paya khushiyon ka khazana
Mukti paye paapon se zamana
Gaya farishto ne geet suhana
Dharti par hua Yeshu ka aana
Sabne paya khushiyon ka khazana
Mukti paye paapon se zamana
Copyright © 2024 CHRISTIAN SONGS LYRICS All Rights Reserved.